Humsafar Song info-
Movie – Badrinath Ki Dulhania
Song – Humsafar
Singers – Akhil Sachdeva (Nasha), Mansheel Gujral
Music – Akhil Sachdeva (Nasha)
Lyrics – Akhil Sachdeva (Nasha)
Music Lable – T-Series
Director – Shashank Khaitan

Sun zalima mere
Saanu koi dar na
Ki samjhega zamaana
Tu vi si kamli
Main vi sa kamla
Ishqe da rog sayana
Ishqe da rog sayana..
Sun mere humsafar
Kya tujhe itni si bhi khabar
Sun mere humsafar
Kya tujhe itni si bhi khabar
Ki teri saansein chalti jidhar
Rahunga bas wahin umrr bhar
Rahunga bas wahin umrr bhar, haaye
Jitni haseen ye mulakatein hain
Unse bhi pyari teri baatein hain
Baaton mein teri jo kho jaate hain
Aaun na hosh mein main kabhi
Baahon mein hai teri zindagi, haaye
Sun mere humsafar
Kya tujhe itni si bhi khabar
Zalima tere ishq ‘ch
Ho gayi aa main kamli
Haaye..
Main toh khada kis soch mein pada tha
Kaise jee raha tha main deewana
Chhup se aake tune
Dil mein sama ke tune
Chhed diya ye kaisa fasana
Muskurana bhi tujhi se seekha hai
Dil lagane ka tu hi tareeka hai
Aitbaar bhi tujhi se hota hai
Aaun na hosh mein main kabhi
Baahon mein hai teri zindagi, haaye
Hai nahi tha pata
Ke tujhe maan lunga khuda
Ki teri galiyon mein iss qadar
Aaunga har pehar
Sun mere humsafar
Kya tujhe itni si bhi khabar
Ki teri saansein chalti jidhar
Rahunga bas wahin umrr bhar
Rahunga bas wahin umrr bhar, haaye

Humsafar Song Lyrics
Humsafar Song Lyrics
