Saanson Ke Song info-
Song – Saanson Ke
Movie – Raees
singers – KK
Lyrics – Manoj yadav
Music – Omgrown Music

Saanson ke kisi ek mod par
Mili thi tu zindagi
Meri dost ban ke
Chal diya teri baat maan kar
Tera hath thaam kar
Tujhe saathi chun ke
Main kis manzil ka raahi hoon
Tu kin raahon pe layi hai
Samajh paun na main tujhko
Na tu mujhko
Jo namanzoor hai mujhko
Wohi manzoor hai tujhko
Samajh paun na main tujhko
Na tu mujhko
Jo le liya tha tune faisla
Zameen pe aasma mein rakh diya
Main chhaon mein lapete
Dhoop ko
Kaha jo tune kehna kar diya
Chala main apni manzil ko
Ja tu bhi laut ja ghar ko
Samajh paun na main tujhko
Na tu mujhko
Jo namanzoor hai mujhko
Wohi manzoor hai tujhko
Samajh paun na main tujhko
Na tu mujhko
Aa….

Saanson Ke Song lyrics – mp3 song
Saanson Ke Song lyrics
